Download Dars-13 (MP3 Format)
Download Dars-13 (Original Recording)
Dars conducted on: 08th April 2015
Dars Highlights:
POINT NO. 18
"Taalibe ilm ko apne shaykh ke saath kaisa adab o sulook ikhtiyaar karni chahiye"
Download Dars-13 (Original Recording)
Dars conducted on: 08th April 2015
Dars Highlights:
POINT NO. 18
"Taalibe ilm ko apne shaykh ke saath kaisa adab o sulook ikhtiyaar karni chahiye"
- Taalibe ilm ko apne ustaadh ke saath bahut zyada izzat o ihtaraam karni chahiye.
- Kitabo ki bhi ihtaraam kiya jaye kyonki Kitaab ka ihtaraam dar asal ilm ka ihtaraam hai.
- Bhaut zyada sawaal karne se bhi ijtinaab karni chahiye.
- Ustaadh ko naam se na bulaya jaye.
- Ustaadh ko mukhatab karte waqt bhi ihtaraam ka khayaal rahe.
- Taalibe ilm kabhi ye na samjhe ki mera ustaadh galti nahi kar sakta, aur na hi ustaadh ye samjhe ki main galti nahi kar sakta.
-- Majalisulilm Admin
No comments:
Post a Comment